Rokna hai agar rok li jiye
Movie Title: Jaal
Year of the Movie Release: 1967
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyrics by: Raja Mehdi Ali Khan
Co-singers: None
Mood of the Song: Sad song
Lyrics of the Song:
Rokana hai agar rok lijiye magar,
Chand chhupane se pehale chali jaungi
Rokana hai agar rok lijiye magar,
Chand chhupane se pehale chali jaungi
Dur hai mera ghar mujhako duniya ka dar
Chand chhupane se pehale chali jaungi
Rokana hai agar rok lijiye magar,
Chand chhupane se pehale chali jaungi
Chand nilaka mera chandani kho gayi
Har taraf husn ki roshani ho gayi
Chand nilaka mera chandani kho gayi
Har taraf husn ki roshani ho gayi
Aap chand hai agar chand ko dekhkar
Chand chhupane se pehale chali jaungi
Rokana hai agar rok lijiye magar,
Chand chhupane se pehale chali jaungi
Aap shamil hai yun meri aawaaj mein
Jaise nagame ho do ek hi saaaj mein
Aap shamil hai yun meri aawaj mein
Jaise nagame ho do ek hi saaj mein
Main gazal chhedkar ishq ke saaj pe
Chand chhupane se pehale chali jaungi
Rokana hai agar rok lijiye magar,
Chand chhupane se pehale chali jaungi
Behaki behaki nigahein nahi hosh mein
Pyar sharmaye aankhon ki aaghosh mein
Behaki behaki nigahein nahi hosh mein
Pyar sharmaye aankhon ki aaghosh mein
Hasake shane pe sar rakh toh dungi magar
Chand chhupane se pehale chali jaaungi
Dur hai mera ghar mujhako duniya ka dar
Chaand chhupane se pehale chali jaaungi
Rokana hai agar rok lijiye magar
Chand chhupane se pehale
Trivia: