Mere tumhare beech men ab to na
Movie Title: Jhuk gaya aasman
Year of the Movie Release: 1968
Music Director: Shankar Jaikishan
Lyrics by: Shailendra
Co-singers: None
Mood of the Song: Sad song
Lyrics of the Song:
Mere tumhare bich me
Ab to na parvat na sagar
Jis din rahe khyalo me tum ab ho jaye ujaghar
Ab aan milo sajna ab aan milo sajna sajna
Aaya matwala sawan fir rim gim ki ruth aayi
Fir man ki baji sahnayi fir preet ne li angdhayi
Aaya matwala sawan fir rim ghim ki ruth aayi
Fir man ki baji sahnayi fir preet ne li angdhayi
Mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar
Jis din rahe khyalo me tum
Ab ho jaye ujaghar ab aan milo sajna sajna
Mai man ko lakh manau mane na man matwala
Ab aake tumhi samjao maine ab tak bahut sambala

Ab ho jaye ujaghar,ab aan milo sajna
Ab aan milo sajna sajna
Saj dhaj ke khadi mai kab se dholi le ker aa jao
Us par jaha mera ghar hai us par mujhe le jao

Trivia: