Meri ankhon ki nindiya
Movie Title: Jhuk gaya aasman
Year of the Movie Release: 1968
Music Director: Shankar Jaikishan
Lyrics by: Hasrat Jaipuri
Co-singers: None
Mood of the Song: Dance Song
Lyrics of the Song:
Meri aankhon ki nindiya churaa le gayaa
Tumhaare siwaa kaun
Tumhaare siwaa kaun
Meri aankhon ki nindiya churaa le gayaa
Tumhaare siwaa kaun
Tumhaare siwaa kaun
Ho baaton baaton mein dil ko udaa le gayaa
Tumhaare siwaa kaun
Tumhaare siwaa kaun
Baaton baaton mein dil ko udaa le gayaa
Tumhaare siwaa kaun
Tumhaare siwaa kaun
Apni aankhon se afsaane kehti rahi
Main to yaadon ke toofaan mein behti rahi
Main to yaadon ke toofaan mein behti rahi
Koyi maujon mein mujh ko bahaa le gayaa
Tumhaare siwaa kaun
Tumhaare siwaa kaun
Baaton baaton mein dil ko udaa le gayaa
Tumhaare siwaa kaun
Tumhaare siwaa kaun
Meri aankhon ki nindiya churaa le gayaa
Tumhaare siwaa kaun
Tumhaare siwaa kaun
Aisa bandhan bandhaa hai kabhi na khuley
Khatm hote nahin pyaar ke silsiley
Khatm hote nahin pyaar ke silsiley
Zindagi bhar ko apnaa banaa le gayaa
Tumhaare siwaa kaun
Tumhaare siwaa kaun
Meri aankhon ki nindiya churaa le gayaa
Tumhaare siwaa kaun
Tumhaare siwaa kaun
Haan baaton baaton mein dil ko udaa le gayaa
Tumhaare siwaa kaun
Tumhaare siwaa kaun
Woh khushi mil gayee
Main bayaan kya karoon
Ladkhadaati hai meri zubaan kya karoon
Ladkhadaati hai meri zubaan kya karoon
Dil ke doley mein koyi bithhaa le gayaa
Tumhaare siwaa kaun
Tumhaare siwaa kaun
Ho baaton baaton mein dil ko udaa le gayaa
Tumhaare siwaa kaun
Tumhaare siwaa kaun
Meri aankhon ki nindiya churaa le gayaa
Tumhaare siwaa kaun
Tumhaare siwaa kaun.
Trivia: