Re Aane Wale Aa

Movie Title:  Kahin aur chal

Year of the Movie Release:  1968

Music Director:  Shankar Jaikishan

Lyrics by:  Shailendra

Co-singers:  None

Mood of the Song:  Dance Song

Lyrics of the Song

Re aane wale aa

Tu der na laga

Har aahat pe ho dhak se

Deewana dil mera

Re aane wale aa

Tu der na laga

Har aahat pe ho dhak se

Deewana dil mera

Re aane wale aa

 

Kabse teri rah mein

Khadi main bekarar

Bola jo papiha thi

Wo meri ji pukar

Phulo ko sajaye jaise

Bago mein bahar

Aankho mein sajaye

Maine sapne hazar

Kabse teri rah mein

Khadi main bekarar

Bola jo papiha thi

Wo meri ji pukar

Phulo ko sajaye jaise

Bago mein bahar

Aankho mein sajaye

Maine sapne hazar

Re aane wale aa

Tu der na laga

Har aahat pe ho dhak se

Deewana dil mera

Re aane wale aa

Tu der na laga

Har aahat pe ho dhak se

Deewana dil mera

Re aane wale aa

 

Papi mera dil mere

Bas mein na aaye

Jane kaha kaha mujhe

Leke uda jaye

Ek bhi na mane meri

Zid pe jo aaye

Nind bhi na aaye mujhe

Raato ko sataye

Papi mera dil mere

Bas mein na aaye

Jane kaha kaha mujhe

Leke uda jaye

Ek bhi na mane meri

Zid pe jo aaye

Nind bhi na aaye mujhe

Raato ko sataye

Re aane wale aa

Tu der na laga

Har aahat pe ho dhak se

Deewana dil mera

Re aane wale aa

Tu der na laga

Har aahat pe ho dhak se

Deewana dil mera

Re aane wale aa

 

Jaane kyu main sochu

Anhoni si yeh baat

Jaha bhi tu jaaye chali

Jau tere sath

Thamu ek baar to na

Chhodu tera hath

Kabhi sach hogi kya

Yeh sapno ki baat

Jaane kyu main sochu

Anhoni si yeh baat

Jaha bhi tu jaaye chali

Jau tere sath

Thamu ek baar to na

Chhodu tera hath

Kabhi sach hogi kya

Yeh sapno ki baat

Re aane wale aa

Tu der na laga

Har aahat pe ho dhak se

Deewana dil mera

Re aane wale aa

Tu der na laga

Har aahat pe ho dhak se

Deewana dil mera

Re aane wale aa.

Trivia

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *