Soch rahe the kahoon na kahoon

Movie Title:  Ek phool char kante

Year of the Movie Release:  1960

Music Director:  Shanker Jaikishan

Lyrics by:  Shailendra

Co-singers:  None

Mood of the Song:  Happy song

Lyrics of the Song

soch rahi thhi kahoon na kahoon
par aaj kahoongi
mere sanam tu ne le to liya dil
yaad rahe mera jeena hai mushkil
tere bina
tere bina
soch rahi thhi kahoon na kahoon
par aaj kahoongi
mere sanam tu ne le to liya dil
yaad rahe
mera jeena hai mushkil
tere bina
tere bina

kya main kahoon sajna
mujh ko hua kya hai
mujh mein base ho tum
tum se chhupa kya hai
kya main kahoon sajna
mujh ko hua kya hai
mujh mein base ho tum
tum se chhupa kya hai
tum bhi suno ab kehta hai kya dil
yaad rahe
mera jeena hai mushkil
tere bina
tere bina
soch rahi thi kahoon na kahoon
par aaj kahoongi
mere sanam tu ne le to liya dil
yaad rahe
mera jeena hai mushkil
tere bina
tere bina

haye re dil dhadke
aur main ghabraaun
jee yeh kare kaise
ud ke chali aaun
haye re dil dhadke
aur main ghabraaun
jee yeh kare kaise
ud ke chali aaun
tu hai mere armaanon ki manzil
yaad rahe mera jeena hai mushkil
tere bina
tere bina

raah mein jab tere
saath nikalti hoon
behekte hain yeh qadam
udti si chalti hoon
raah mein jab tere
saath nikalti hoon
behekte hain yeh qadam
udti si chalti hoon
yoon hi rahe sapnon ki yeh jhilmil
yaad rahe mera jeena hai mushkil
tere bina
tere bina
soch rahi thhi kahoon na kahoon
par aaj kahoongi
mere sanam tu ne le to liya dil
yaad rahe
mera jeena hai mushkil
tere bina
tere bina

Trivia

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *