Jab se lage tose nazariya
Movie Title: Shikar
Year of the Movie Release: 1968
Music Director: Shankar Jaikishan
Lyrics by: Hasrat Jaipuri
Co-singers: Asha Bhosle
Mood of the Song: Playfull song
Lyrics of the Song:
Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya
Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya
Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya
Nain huye dono gulabi
Chaal chalu mai jaise sharabi
Nain huye dono gulabi
Chaal chalu mai jaise sharabi
Bedh jiya ke kaise batau
Bedh jiya ke kaise batau
Padh le mora chehra kitabi
Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya
Rang me tore mai to rang gayi
Pyar ki batiya mai samajh gayi
Rang me tore mai to rang gayi
Pyar ki batiya mai samajh gayi
Jaan le tu bhi more balam
Jaan le tu bhi more balam
Aaj mai kahe itni saj gayi
Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya
Rah naveli dar mohe lage
Thaam le baiya samne aa ke
Rah naveli dar mohe lage
Thaam le baiya samne aa ke
Khoj me teri khud kho jau
Khoj me teri khud kho jau
Tu jo mile to baag ye jaage
Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya.
Trivia: