Agar yeh husn mera
Movie Title: Sunghursh
Year of the Movie Release: 1968
Music Director: Naushad
Lyrics by: Shakeel Badayuni
Co-singers: None
Mood of the Song: Mujra Song
Lyrics of the Song:
Agar ye husn mera pyar ke
Sholo me dhal jaye
Agar ye husn mera pyar ke
Sholo me dhal jaye
To fir insaan hai
Kya chiz paththar bhi pighal jaye
To fir insaan hai
Kya chiz paththrr bhi pighal jaye
Paththr bhi pighal jaye
Bhari mehfil me har koi
Mujhe apna samjhta hai
Meri mehfil ka na puchho aalam
Koi shola hai to koi sabnam hai
Shok didar yaha hai sab ko
Dil ka aagar yaha hai sab ko
Sab mere pyar ke mastane hai
Sab mere husn ke deewane hai
Takaja husn ka ye hai sabhi ko
Ek nazar dekhu
Yaha dekhu vaha dekhu
Idher dekhu, udher dekhu
Kyoki bhari mehfil me har koi
Mujhe apna samjhta hai
Agar main ek taraf dekhu to
Deewano me chal jaye
Agar ye husn mera pyar ke
Sholo me dhal jaye
To fir insaan hai
Kya chiz paththar bhi pighal jaye
To paththr bhi pighal jaye
Achanak apne chehare se utha du
Main agar parda
Surkhiya hai mere upkaro par
Jaise kuchh phul ho angaro par
Ek moma hai jawani meri
Sari duniya hai jawani meri
Log aate hai tamanna leke
Kis ki himmat hai jo mujhko dekhe
Nazar vale khafa hokar jo kahte hai
To kah main du munasib hai
Ke apne husn ko parde me rahne du
Kyuki achanak apne chehare se utha du
Main agar parda
Koi behose ho jaye
Kisi ka dam nikal jaye
Agar ye husn mera pyar ke
Sholo me dhal jaye
To fir insaan hai
Kya chiz paththar bhi pighal jaye
Paththr bhi pighal jaye.
Trivia: