Suno re pyare bhai prabhu ke bharose

Movie Title:  Hari darshan

Year of the Movie Release:  1972

Music Director:  Kalyanji Anandji

Lyrics by:  Pradeep

Co-singers:  None

Mood of the Song:  Religious Song

Lyrics of the Song

Bhayia rey bhayia

Bigadi nayia bhayia rey bhayia

Sun sun mere bhaiya

 

Bhayia rey bhayia

Bigadi nayia bhayia rey bhayia

Sun sun mere bhaiya

Sun sun mere bhaiya

Sun sun mere bhaiya

 

Suno rey pyare bhai ho oo oo oo

Suno rey pyare bhai

Brabhu ke bharose ab gadi

Hari ke bharose ab gadi

Brabhu ke bharose ab gadi

Hari ke bharose ab gadi

Na jane kab tut pade mathe pe kal kulhadi

Brabhu ke bharose ab gadi

Brabhu ke bharose ab gadi

Hari ke bharose ab gadi

 

Panch tatav se bani ye kotariya

Jiska naam hai kaya

Jiska naam hai kaya

Har parani rahe is ghar me

Dekar sans kiraya, dekar sans kiraya

Jab lutjayegi

Jab lutjayegi sans ki punji

Tab pachhtao ge anadi

Brabhu ke bharose ab gadi

Brabhu ke bharose ab gadi

Hari ke bharose ab gadi

 

Suno rey pyare bhai

Brabhu ke bharose ab gadi

Hari ke bharose ab gadi

Brabhu ke bharose ab gadi

Hari ke bharose ab gadi

 

Jisko hum tum kahte hai dunia

Vo ek darsan mela

Vo ek darsan mela

Ek din aisa aata yaha rey

Jab udta hans akela

Jab udta hans akela

Bhagati ke rang me rang lo rey jiwan

Yahi hai mukati ki nadi

Brabhu ke bharose ab gadi

Brabhu ke bharose ab gadi

Hari ke bharose ab gadi

 

Suno rey pyare bhai

Brabhu ke bharose ab gadi

Hari ke bharose ab gadi

Na jane kab tut pade mathe pe kal kulhadi

Brabhu ke bharose ab gadi

Brabhu ke bharose ab gadi

Hari ke bharose ab gadi.

Trivia

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *