Khush raho saathiyo
Movie Title: Zindagi zindagi
Year of the Movie Release: 1972
Music Director: S.D. Burman
Lyrics by: Anand Bakshi
Co-singers: Kishore Kumar
Mood of the Song: Romantic Song
Lyrics of the Song:
Khus raho sathiyo
Khus raho sathiyo
Tumhe chod ke ham chale
Khus raho sathiyo
Tumhe chod ke ham chale
Tumhe chod ke ham chale
Hame chod ke gum chale
Khus raho sathiyo
Tumhe chod ke ham chale
Khus raho sathiyo
Tumhe chod ke ham chale
Mujhe tere dukh ne
Saiya kitna rulaya hai
Mujhe tere prem ne
Gori maut se bachaya
Mujhe tere dukh ne
Saiya kitna rulaya hai
Mujhe tere prem ne
Gori maut se bachaya
Bahte bahte magar
Ye aj ansu tham chale
Khus raho sathiyo
Tumhe chod ke ham chale
Khus raho sathiyo
Tumhe chod ke ham chale
Tumhe ham nahi bhulenge
Hame tum bhulana na
Milenge kabhi asa ke
Deepak bujhana na
Tumhe ham nahi bhulenge
Hame tum bhulana na
Milenge kabhi asa ke
Deepak bujhana na
Haste haste tumhari
Ankhe karte nam chale
Khus raho sathiyo
Tumhe chod ke ham chale
Khus raho sathiyo
Tumhe chod ke ham chale
Gayi re judai ayi
Prem ki ratiya
Gayi re judai gayi
Re gayi re judayi
Ayi prem ki ratiya
Kisi or ke mukhde pe
Thahre na akhiya
Tere mukh pe sawariya
Mere naina jam chale
Khus raho sathiyo
Tumhe chod ke ham chale
Khus raho sathiyo
Tumhe chod ke ham chale
Tumhe chod ke ham chale
Hame chod ke gum chale
Khus raho sathiyo
Tumhe chod ke ham chale
Khus raho sathiyo
Tumhe chod ke ham chale.
Trivia: