Ae Ae Ae Phansa

Movie Title:  Bobby

Year of the Movie Release:  1973

Music Director:  Laxmikant Pyarelal

Lyrics by:  Anand Bakshi

Co-singers:  None

Mood of the Song:  Party Song

Lyrics of the Song

Ae Phansa

mm, Arre Arre Arre

uska Chhoota Gharbaar Sansaar

jo Karke Pyaar Yaar Kisi Ke Dil Mein Basa, Basa, Basa

ae Phansa

uska Chhoota Gharbaar Sansaar

jo Karke Pyaar Yaar Kisi Ke Dil Mein Basa, Basa, Basa

ae, Ae, Ae, Ae Phansa

la La La La La La, La La La La La La La La La La La La

 

yeh Ek Saal Bachpan Aur Jawaani Ke Beech Ka

bada Bura Hota Hai, Yeh Ek Saal

naujawaanon Ka, Naadaanon Ka, Deewaanon Ka

yeh Ek Saal Bachpan Aur Jawaani Ke Beech Ka

bada Bura Hota Hai

aashiq Ka Ho Gaya Naam Badnaam

hua Anjaam Subh-o-shaam Zamaana Hansa, Hansa, Hansa

ae, Phansa

 

uska Chhoota Gharbaar Sansaar

jo Karke Pyaar Yaar Kisi Ke Dil Mein Basa, Basa, Basa

ae, Ae, Ae, Ae Phansa

bachaake Aankh Panchhi Pinjra Leke Ud Jaaye To

shaayad Jaan Bach Jaaye, Bachaake Aankh

kisi Jharoke Se, Kisi Mauke Se, Kabhi Dhoke Se

bachaake Aankh Panchhi Pinjra Leke Ud Jaaye To

shaayad Jaan Bach Jaaye

jeena Hua Dushvaar Dildaar

ke Laga Aar Paar Teer Kisi Ne Kasa, Kasa, Kasa

ae, Ae, Ae, Ae Phansa

uska Chhoota Gharbaar Sansaar

jo Karke Pyaar Yaar Kisi Ke Dil Mein Basa, Basa, Basa

ae Phansa

 

yeh Premrog Bade Bade Jogi Saperon Ke

bas Mein Nahin Hota Hai, Yeh Premrog

pyaar Karte Hain, Log Marte Hain, Kahan Darrte Hain

yeh Premrog Bade Bade Jogi Saperon Ke

bas Mein Nahin Hota Hai

usne Liya Bairaag Jab Se Bhaagke Lagi Aag

naagnon Ne Jisse Dansa, Dansa, Dansa

ae Phansa

uska Chhoota Gharbaar Sansaar

jo Karke Pyaar Yaar Kisi Ke Dil Mein Basa, Basa, Basa.

Trivia

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *