Sabse Achhi Maa
Movie Title: Gaai aur gori
Year of the Movie Release: 1973
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyrics by: Anand Bakshi
Co-singers: None
Mood of the Song: Masti Bhara Song
Lyrics of the Song:
Sabse achhi maa ha
Na bolo ya ha
Sabse achhi maa ha
Na bolo ya ha
Maa lenkin bas apne hi
Bacho ko dhud pilaye
Gaai sab ko pale
Kya apne kya paraye
Gaai sab ko pale
Kya apne kya paraye
Gaai or gori ha
Gori ki ye gaai ha
Gaai ki ye gori ha
Gori ki ye gaai ha
Nadiya kinare ho
Gaon hamara ho
Panghat ke pichhe
Pipal ki chhayia
Nadiya kinare ho
Gaon hamara ho
Panghat ke pichhe
Pipal ki chhayia
Aao ri aao ho
Jhumo ri gaao ho
Bansi bajao ho
Ban ke kanhyia
Gaati meri gaayia
Chale purvayia o jhume
Ban ke aasama
Sabse achhi maa
Ha na bolo ya ha
Maa lenkin bas apne hi
Bacho ko dhud pilaye
Gaai sab ko pale
Kya apne kya paraye
Gaai sab ko pale
Kya apne kya paraye
Gaai or gori ha
Gori ki ye gaai ha
Gaai ki ye gori ha
Gori ki ye gaai ha
Maa ne dil toda hai
Bachpan me chhoda hai
Main kitna roti to
Gaaye na hoti ho
Maa ne dil toda hai
Bachpan me chhoda hai
Main kitna roti to
Gaai na hoti ho
De mujhko jini o
Isko na chhiniyo
Duniya se mangu na
Hire na moti
Yahi mera moti
Yahi meri jyoti
O mera jivan meri jaan
Sabse achhi maa
Ha na bolo ya ha
Maa lenkin bas apne hi
Bacho ko dhud pilaye
Gaai sab ko pale
Kya apne kya paraye
Gaai sab ko pale
Kya apne kya paraye
Gaai or gori ha
Gori ki ye gaai ha
Gaai ki ye gori ha
Gori ki ye gaai ha.
Trivia: