Do Ghoont Mujhay Bhi Pila De Sharabi
Movie Title: Jheel ke us paar
Year of the Movie Release: 1973
Music Director: R.D. Burman
Lyrics by: Anand Bakshi
Co-singers: None
Mood of the Song: Masti Bhara Song
Lyrics of the Song:
Doh ghoont mujhe bhi pila de sharaabhi,
Dekh phir hota hai kya
Ho, doh ghoot mujhe bhi pila de sharaabhi,
Dekh phir hota hai kya
Baalama re, zaalimaa,
Arrey arrey arrey arrey
Aag paani main lagaade zaraasi
Dekh phir hota hai kya
Ho, doh ghoot mujhe bhi pila de sharaabhi
Dekh phir hota hai kya
Gaavungi re, naachungi re
Tere liye aaj se main
Aaye sharam, lekin baalam
Mar jaungi laaj se main
Gaavungi re, naachungi re
Tere liye aaj se main
Aaye sharam, lekin baalam
Mar jaungi laaj se main
Baalama re, zaalima,
Arrey arrey arrey arrey
Naach gaaye, ghoongat utaade sharabhi
Dekh phir hotha hai kya
Ho, doh ghoot mujhe bhi pila de sharaabhi
Dekh phir hota hai kya
Kis kaam kaa yeh jaam hai
Isme mazaa woh naheen hai
Bhar ke bhi yeh khaali sa hai
Isme nashaa woh naheen hai
Kis kaam kaa yeh jaam hai
Isme mazaa woh naheen hai
Bhar ke bhi yeh khaali sa hai
Isme nashaa woh naheen hai
Saakiyaa re, saakiyaa
Arrey arrey, arrey arrey
Pyaar thoda is mein milaade sharaabhi
Dekh phir hota hai kya
Ho, doh ghoot mujhe bhi pila de sharaabhi
Dekh phir hota hai kya
Is pe likhaa, is mein likhaa
Aaye mazaa aaj aise
Tadpe jiyaa aise mera
Bulbul koyee kaid jaise
Is pe likhaa, is mein likhaa
Aaye mazaa aaj aise
Tadpe jiyaa aise mera
Bulbul koyee kaid jaise
Thodi ya pe ranziyaa,arrey arrey, arrey arrey, ek baar
Ek baar, paharaa hataade sharaabhi
Dekh phir hota hai kya
Doh ghoot mujhe bhi pila de sharaabhi,
Dekh phir hota hai kya
Baalama re, zaalimaa,
Arrey arrey arrey arrey
Aag paani main lagaade zaraasi
Dekh phir hota hai kya
Ho, doh ghoot mujhe bhi pila de sharaabhi
Dekh phir hota hai kya.
Trivia: