Meri payaliya geet tere gaaye haye
Movie Title: Jugnu
Year of the Movie Release: 1973
Music Director: S.D. Burman
Lyrics by: Anand Bakshi
Co-singers: None
Mood of the Song: Dance Song
Lyrics of the Song:
Hain mere sang kiya tune, bada tang kiya
Doree mere pas ho toh saiyya tohe khichh lu
Jane na du, jane na du
Aankho me basa ke aankhe michh lu
Meree yeh payaliya git tere gaye
Haay meree yeh payaliya git tere gaye
Chalu tham tham ke ghumghru chanak jaye
Meree yeh payaliya git tere gaye
Chalu tham tham ke ghumghru chanak jaye
Meree yeh payaliya git tere gaye
Tann dole re dhitam dhitam, mann bole re dhitam dhitam
Mann bole re dhitam dhitam
Ambua kee dalee pe jab koyal bole
Haule haule birhan ka mann paapee dole
Ambua kee dalee pe jab koyal bole
Haule haule birhan ka mann paapee dole
Kise nind aaye kise chain aaye piyaa yaad aaye, jiya dhadak jaye
Meree yeh payaliya git tere gaye
Chalu tham tham ke ghumghru chanak jaye
Meree yeh payaliya git tere gaye
Ghar baithee sharmau galee me na aau
Jat bikhre mann bhatke kahee kho na jau
Ghar baithee sharmau galee me na aau
Jat bikhre mann bhatke kahee kho na jau
Dagar me hai najar mil jaye
Kamar balkhaye chunar sarak jaye
Meree yeh payaliya git tere gaye
Chalu tham tham ke ghumghru chanak jaye
Meree yeh payaliya git tere gaye
Ke mere bin tere jiya nahee lage
Saree naina mere naian rahe jage hjage
Ke mere bin tere jiya nahee lage
Saree naina mere naian rahe jage hjage
Agan see mann me lage sawan me
Mere aagan nein bijalee chakmal jaye
Meree yeh payaliya git tere gaye
Chalu tham tham ke ghumghru chanak jaye
Meree yeh payaliya git tere gaye.
Trivia: