Mera naram karejwa dol gaya
Movie Title: Arzoo
Year of the Movie Release: 1950
Music Director: Anil Biswas
Lyrics by: Majrooh Sultanpuri
Co-singers: None
Mood of the Song: Romantic Song
Lyrics of the Song:
naino ko bhaay gaye re tori suratiya
mera naram karejwa dol gaya
koyi pyaar ki boli bol gayaa
mera naram karejwa dol gaya
chhup chhup ke koi aata hai
aur prem ki bansi bajaata hai
aur prem ki bansi bajaata hai
nas nas mein amrit ghol gaya
mera naram karejwa dol gaya
nas nas mein amrit ghol gaya
mera naram karejwa dol gaya
tan man ki sudhh budhh kho baithi
main aaj kisi ki ho baithi
main aaj kisi ki ho baithi
koyi naina se dil tol gaya
mera naram karejwaa dol gayaa
koi naina se dil tol gaya
mera naram karejwaa dol gayaa
mohe ankhiyon ne badnaam kiyaa
mohe ankhiyon ne badnaam kiyaa
meri preet ka charcha aam kiya
meri preet ka charcha aam kiya
koyi laaj ka ghoonghat khol gaya
mera naram karejwa dol gaya
Trivia: