Koi Nainon Main
Movie Title: Meharbani
Year of the Movie Release: 1950
Music Director: K. Narayan Rao
Lyrics by: Khumar Barabankvi
Co-singers: None
Mood of the Song: Playful Song
Lyrics of the Song:
Koi naino mein mere
Koi naino mein mere
Aake na jaaye to maza hai
Koi naino mein mere
Aake na jaaye to maza hai
Koi chupke se mere
Dil mein samaye to maza hai
Koi chupke se mere
Dil mein samaye to maza hai
Koi naino mein mere
Aake na jaaye to maza hai
Koi naino mein mere
Chori chori mere sapno ko
Sajaya kisne
Chori chori mere sapno ko
Sajaya kisne
Zora jori zora jori
Meri neendo ko churaya kisne
Zora jori
Meri neendo ko churaya kisne
Aisi chori ka pata
Koi lagaye to maza hai
Aisi chori ka pata
Koi lagaye to maza hai
Koi naino mein mere
Aake na jaaye to maza hai
Koi naino mein mere
Ho kisne tera bhesh
Churaya hai sakhi
Ho kisne tera bhesh
Churaya hai sakhi
Ari mujhko pata hai
Mujhko pata hai
Ari mujhko pata hai
Teri aankho mein chupa hai
Teri sanso mein basa hai
Teri aankho mein chupa hai
Teri sanso mein basa hai
Lut kar tujhko sakhi
Nau do gyarah ho jaaye to maza hai
Lut kar tujhko sakhi
Nau do gyarah ho jaaye to maza hai
Koi chupke se mere
Dil mein samaye to maza hai
Koi naino mein mere
Aake na jaaye to maza hai
Koi naino mein mere.
Trivia:
Meharbani is a movie directed by K. Amarnath featuring Begum Para, Ajit.