Dekho Ji Dekho
Movie Title: Nirala
Year of the Movie Release: 1950
Music Director: C. Ramchandra
Lyrics by: Pyarelal Santoshi
Co-singers: None
Mood of the Song: Romantic Song
Lyrics of the Song:
Ho dekho ji dekho ji
Dekho ji dekho dekho
Taare ko tara kahtaa hai
Gupchup ye kar ke ishara
Ho kar ke ishara kyaa
Chaandni raat mein
Jaane kyaa baat re
Aaj kisi ki huyi
Pahli mulaaqaat re
Chaandni raat mein ho
Chaandni raat mein
Jaane kyaa baat re
Aaj kisi ki huyi
Pahli mulaaqaat re
Chaandni raat mein
Sapna nayaa re
Kaanon mein koyi
Kuchh kah ke gayaa re
Dekh rahi aaj
Main sapna nayaa re
Kaanon mein koyi
Kuchh kah ke gayaa re
Dheere se le ke
Haathon mein haath re
Aaj kisi ki huyi
Pahli mulaaqaat re
Chaandni raat mein ho
Chaandni raat mein
Jaane kyaa baat re
Aaj kisi ki huyi
Pahli mulaaqaat re
Chaandni raat mein
Chandaa ko dekh
Ke ji rahi chakori
Saanware ko dekh
Ke jhoom rahi gori
Chandaa ko dekh
Ke ji rahi chakori
Saanware ko dekh
Ke jhoom rahi gori
Honthon se naa kare
Man dil ke saath re
Aaj kisi ki huy
Pahli mulaaqaat re
Chaandni raat mein ho
Chaandni raat mein
Jaane kyaa baat re
Aaj kisi ki huyi
Pahli mulaaqaat re
Chaandni raat mein.
Trivia:
“Niraalaa” (1950) was a movie in which two newcomers named Madhubala and Dev Anand played the lead roles.