Gore Gore O Banke Chore
Movie Title: Samadhi
Year of the Movie Release: 1950
Music Director: C. Ramchandra
Lyrics by: Rajendra Krishan
Co-singers: Amirbai Karnataki
Mood of the Song: Masti Bhare Song
Lyrics of the Song:
Gore gore o banke chore
Kabhi meri gali aaya karo
Gori gori o banki chori
Chahe roz bulaya karo
(Repeat)
Kabhi meri gali aaya karo
Gori gori o banki chori
Chahe roz bulaya karo
(Repeat)
Roz roz mulaqat achchhi nahin
Pyaar mein aisi baat achchhi nahin
Thoda thoda milna thodi si judaai
Sada chandni raat achchhi nahin
Chodo chodo jiya na todo
Kisi aur ko jalaya karo
Gori gori … karo
Gore gore … karo
Gori gori … karo
Pyaar mein aisi baat achchhi nahin
Thoda thoda milna thodi si judaai
Sada chandni raat achchhi nahin
Chodo chodo jiya na todo
Kisi aur ko jalaya karo
Gori gori … karo
Gore gore … karo
Gori gori … karo
Choti si baat par yeh ladaai
Pyaar ki duhaai hai pyaar ki duhaai
Ankhiyon mein ankhiyan daal ke to dekho
Chehre pe gussa hai dil mein safaai
Ghadi ghadi o badi badi
Achchhi baatein na banaya karo
Gori gori … karo
Gore gore … karo
Gori gori … karo
Pyaar ki duhaai hai pyaar ki duhaai
Ankhiyon mein ankhiyan daal ke to dekho
Chehre pe gussa hai dil mein safaai
Ghadi ghadi o badi badi
Achchhi baatein na banaya karo
Gori gori … karo
Gore gore … karo
Gori gori … karo
Trivia:
The song “Gore Gore O Banke Chore” is based on “Chico Chico from Puerto Rico” from the 1945 American film Doll Face.