Teri duniya men nehin koyi hamara

Movie Title:  Barood

Year of the Movie Release:  1960

Music Director:  Khaiyyaam

Lyrics by:  Hasrat Jaipuri

Co-singers:  None

Mood of the Song:  Prayer

Lyrics of the Song

teree dooniya me nahi koyi hamara apna

besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna

 

teree dooniya me nahi koyi hamara apna

besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna

 

rup lakho hain tere hu koyi majbur nahi

koyi jarra nahi jisme ke tera nur nahi

apne bando se kisi hal me, (too dur nahi -2)

tune har kam jo bigada woh sanwaaa apna

besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna

 

aaye tufan jo garibo ko mitane ke liye

aaye tufan, aaye tufan jo garibo ko mitane ke liye

aaye mushkil jo yatimo ko saaane ke liye

apne bachcho ko too aa jana bachane ke liye – (2)

bachane ke liye, bachane ke liye

 

apne bachcho ko too aana bachane ke liye – (2)

 

too hi himmat de inhe chahanewale hain tere

too hi apna le hame gate hain teree rachana

 

besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna

 

roj lete hain tera nam jiye jate hain

pyas lagati hai toh aansu hi piye jate hain

ham bure hi sahi lekin tere kehlate hain

too daya ki hai nadi too hai kinara apna

 

besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna

Trivia

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *