Aaya aaya Abdullah aaya

Movie Title:  Juari

Year of the Movie Release:  1968

Music Director:  Kalyanji Anandji

Lyrics by:  Anand Bakshi

Co-singers:  Manna Dey

Mood of the Song:  Happy song

Lyrics of the Song

Aaya aaya abdulaah

Aaya aaya abdulaah

Hey abdulaah

Aaya aaya abdulaah

Aaya aaya abdulaah

Hey abdulaah

Ya aalah dil chala

Oh le chala abdulaah

Aaya aaya abdulaah

Aaya aaya abdulaah

Hey abdulaah

 

Socha tha inkar karugi

Mai na tujhse pyar karugi

Socha tha inkar karugi

Main na tujhse pyar karugi

Mere dil pe aana hi tha

Aaya ye dil ka ilzam

Kaisi chilman kaisa parda

Koi bhi na aaya kaam

Aaya aaya abdulaah

Aaya aaya abdulaah

Hey abdulaah

 

Tune mera dil

Tod diya tha tune

Mere sahad ko

Chhod diya tha mere

Tune mera dil

Tod diya tha tune

Mere sahad ko

Chhod diya tha mere

Sahado se kya hota hai

Abdulaah hai wo jaabaz

Ruh duniya ki chhode to ye

Taaro se aaye awaz

 

Aaya aaya abdulaah

Aaya aaya abdulaah

Hey abdulaah

Aaya aaya abdulaah

Aaya aaya abdulaah

Hey abdulaah

 

Kitane hasin hai

Is mahefil main kitane

Bas ja aur kisi

Ke dil main bas ja

Kitane hasin hai

Is mahefil main kitane

Bas ja aur kisi

Ke dil main bas ja

Oye teri surat tera jalwa

Tere aashik ka iman

Teri surat tere jalwe pe

Ye dil karne kurban

 

Aaya aaya abdulaah

Aaya aaya abdulaah

Hey abdulaah

Aaya aaya abdulaah

Aaya aaya abdulaah

Hey abdulaah

Ya aalah dil chala

Dil chala abdulaah

Aaya aaya abdulaah

Aaya aaya abdulaah

Hey abdulaah.

Trivia

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *