Ankhiyan gulabi jaise
Movie Title: Beqasoor
Year of the Movie Release: 1950
Music Director: Anil Biswas, Hansraj Behl
Lyrics by: Ehsan Rizvi
Co-singers: Mohammed Rafi
Mood of the Song: Dance Song
Lyrics of the Song:
Ankhiya gulabi jaise, mad ki hain pyaliya
Mad ki hain pyaliya
Jagi huyee aankho mein, sharam ki hain laliya
Sharam ki hain laliya
Ankhiya gulabi jaise, mad ki hain pyaliya
Mad ki hain pyaliya
Jagi huyee aankho mein, sharam ki hain laliya
Sharam ki hain laliya
Din hain jawani ke, ulfat ki rate
Din hain jawani ke, ulfat ki rate
Taaro ki chhanv meinin hain pyar bhari bate
Taaro ki chhanv meinin hain pyar bhari bate
Sulajhi huyee lato mein ho ho ho
Sulajhi huyee lato mein ulajh gayee baliya
Ankhiya gulabi jaise, mad ki hain pyaliya
Mad ki hain pyaliya
Jagi huyee aankho mein, sharam ki hain laliya
Sharam ki hain laliya
Duniya meinree aankho mein hai tere kayal ki
Duniya meinree aankho mein hai tere kayal ki
Bhari huyi phulo se hai jholi sawal ki
Bhari huyi phulo se hai jholi sawal ki
Khili hain baharo meinin ho ho ho
Khili hain baharo meinin phulo ki daliya
Ankhiya gulabi jaise, mad ki hain pyaliya
Mad ki hain pyaliya
Jagi huyee aankho mein, sharam ki hain laliya
Sharam ki hain laliya
Aadhi aadhi rat koyee kahe jagaye re
Aadhi aadhi rat koyee kahe jagaye re
Najuk kalayi mori bal kha naa jaye re
Aadhi aadhi rat koyee kahe jagaye re
Sun sun kush huye ho ho ho
Sun sun kush huye mithi mithi galiya
Ankhiya gulabi jaise, mad ki hain pyaliya
Mad ki hain pyaliya
Jagi huyee aankho mein, sharam ki hain laliya
Sharam ki hain laliya.
Trivia: