Chori chori se jaye hera pheri se na aaye

Movie Title:  Ghulam begum badshah

Year of the Movie Release:  1973

Music Director:  Kalyanji Anandji

Lyrics by:  Rajinder Krishan

Co-singers:  None

Mood of the Song:  Masti Bhara Song

Lyrics of the Song

chor chori se jaye hera feri se na jaye

chor chori se jaye hera feri se na jaye

luta hai pyar kisi ka china hai yar kisi ka

are fir bhi sharam na aaye

haye fir bhi sharam na aaye

chor chori se jaye hera feri se na jaye

chor chori se jaye hera feri se na jaye

 

rat ko are rat ko chori chori daku dale

ye jalim to

ye jalim to dil ko tode dilwalo ke tale

kon kahta hai isko chori

ye to hai sina jori

sari dunia hasi udaye

are fir bhi sharam na aaye

haye fir bhi sharam na aaye

chor chori se jaye hera feri se na jaye

chor chori se jaye hera feri se na jaye

 

are bag kisi ka phul kisi ke

ban baitha ye mali

dil hi dil me

are dil hi dil me kosh rahi hai isko dali dali

kachi kaliyo ka dil ye tode

or jidd na apni chode

apna karaya aankh dikhaye

are fir bhi sharam na aaye

haye fir bhi sharam na aaye

chor chori se jaye hera feri se na jaye

chor chori se jaye hera feri se na jaye

are fir bhi sharam na aaye

haye fir bhi sharam na aaye

chor chori se jaye hera feri se na jaye

chor chori se jaye hera feri se na jaye

Trivia

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *