Dekho dekhoji sochoji kuchh samjhoji
Movie Title: Farz
Year of the Movie Release: 1967
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyrics by: Anand Bakshi
Co-singers: None
Mood of the Song: Romantic song
Lyrics of the Song:
dekho, dekho ji socho ji kuchh samjho ji
baago mein phulo ke mele hai, phir kyun akele hai
hum tum hum tum, hum tum hum tum

aise rutho naa humse khuda ke liye, aise rutho naa humse khuda ke liye
ke hum hai tayyar har ek saja ke liye, jo chaahe kehlo humse sun lo humse
dekho, dekho ji socho ji kuchh samjho ji
baago mein phulo ke mele hai, phir kyun akele hai
hum tum hum tum, hum tum hum tum
husn to ishk ki daasta ban gaya, husn to ishk ki daasta ban gaya
risht arje mein kyun beduwa ban gaya, ha chhodo naahi kehdo kuchh to bolo
dekho, dekho ji socho ji kuchh samjho ji
baago mein phulo ke mele hai, phir kyun akele hai
hum tum hum tum, hum tum hum tum
mehbub hamare tumhe kya pata, mehbub hamare tumhe kya pata
ke har kali ban gayi aaj mehbuba, aise mein tum bhi humko dilbar kehdo

Trivia: