Ek Dil Aur Sau Afsane
Movie Title: Ek Dil Sao Afsane
Year of the Movie Release: 1963
Music Director: Shankar Jaikishan
Lyrics by: Hasrat Jaipuri
Co-singers: None
Mood of the Song: Sad Song
Lyrics of the Song:
ek dil aur sau afsane
aaye mohabbat aaye zamane
ek dil aur sau afsane
aaye mohabbat aaye zamane
man bina ke madhur suro me
gate hai sab prem tarane
ek dil aur sau afsane
aaye mohabbat aaye zamane
dil jo na hota kuch bhi na hota
aankh na roti aur dard na uthta
dil jo na hota kuch bhi na hota
aankh na roti aur dard na uthta
apna ye daman bol bhi gata
kon kisi ke pyar me yu khota
ek dil aur sau afsane
aaye mohabbat aaye zamane
man bina ke madhur suro me
gate hai sab prem tarane
dil jo lagaya chain na paya
sare jaha ka iljam uthaya
gake sunaye apna tarana
ye to janam janam se hota hi aaya
ek dil aur sau afsane
aaye mohabbat aaye zamane
man bina ke madhur suro me
gate hai sab prem tarane
tu meri manjil pyar ka sahil
jau kidhar mai hai tu hi mukabil
tu meri manjil pyar ka sahil
jau kidhar mai hai tu hi mukabil
o mere hamdam yak hai mushkil
kar ke rahenge hum tujhko hi hasil
ek dil aur sau afsane
aaye mohabbat aaye zamane
man bina ke madhur suro me
gate hai sab prem tarane
ek dil aur sau afsane
aaye mohabbat aaye zamane
Trivia: