Ek to mera mastana shabab
Movie Title: Gora aur kala
Year of the Movie Release: 1972
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyrics by: Anand Bakshi
Co-singers: None
Mood of the Song: Happy Song
Lyrics of the Song:
Haay haay haay ek to mera mastana shabab
Uspe ghira di re tune sharab
Haye haay haay re ek to mera mastana shabab
Uspe ghira di re tune sharab
Ye kya kiya diwane ab kya hoga na jane
Kaam kiya tune bada hi kharab
Ek to mera mastana shabab
Uspe ghira di re tune sahrab
Haay haay haay Ek to mera mastana shabab
Uspe ghira di re tune sahrab
Ek fidda mujhpe jamana
Tu kadar meri na jana
Chodh du mai aana jana
Todh du dil ka paimana
Ek fidda mujhpe jamana
Tu kadar meri na jana
Chodh du mai aana jaana
Tod du dil ka paimana
Par kya karu mai tera nahi hai jawaab
Haye re ek to mera mastana shabab
Uspe ghira di re tune shrab
Hosh me aao mastane
Dekh iss jaalim diwane
Mere chehre pe likhi hai
Pyar mohabbat ke afasane
Hosh me aao mastane
Dekh iss jaalim diwane
Mere chehre pe likhi hai
Pyar mohabbat ke afasane
Tune padhi na kabhi mere dil ki kitabh
Haye haye re ek to mera mastana shabab
Uspe ghira di re tune sharab
Sun mohabbat ki ye kahani
Jal gayi meri ye jawani
Tune sholo ko hawa di
Aag pe dala na paani
Sun mohabbat ki ye kahani
Jal gayi meri ye jawani
Tune sholo ko hawa di
Aag pe dala na paani
Teri jafao ka jalim hai na koi hisaab
Haay haay haay Ek to mera mastana shabab
Uspe ghira di re tune sharab
Ye kya kiya diwane ab kya hoga na jaane
Kaam kiya tune bada hi kharab
Haay haay haay Ek to mera mastana shabab
Uspe ghira di re tune sharab.
Trivia: