Haan Jab Tak Hai Jaan
Movie Title: Sholay
Year of the Movie Release: 1975
Music Director: R.D. Burman
Lyrics by: Anand Bakshi
Co-singers: None
Mood of the Song: Dance Song
Lyrics of the Song:
Oh, oh oh oh, oh oh oh oh
Haan, jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Haan, jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Haan, jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Oo haan, jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Pyaar kabhi bhi marta nahin
Maut se bhi yeh darrta nahin
Pyaar kabhi bhi marta nahin
Maut se bhi yeh darrta nahin
Lut jaayenge, mit jaayenge, mar jaayenge hum
Zinda rahegi hamaari daastaan
O haan, jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi…..
Toot jaaye paayal to kya
Paaon ho jaaye ghaayal to kya
Toot jaaye paayal to kya
Paaon ho jaaye ghaayal to kya
Dil diya hai dil liya hai, pyaar kiya hai to
Dena padega mohabbat ka imtehaan
O haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Yeh nazar jhuk sakti nahin
Yeh zubaan ruk sakti nahin
Yeh nazar jhuk sakti nahin
Yeh zubaan ruk sakti nahin
Main kahoongi gham sahoongi chup rahoongi kya
Bebas hoon lekin nahin main bezubaan
O haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi.
Trivia: