Haay meri uljhi nazar pardesi ke sang

Movie Title:  Aas ka panchhi

Year of the Movie Release:  1961

Music Director:  Shankar Jaikishan

Lyrics by:  Shailendra

Co-singers:  None

Mood of the Song:  Masti Bhare Geet

Lyrics of the Song

haay meri
haay meri uljhi nazar pardesi ke sang
dil ko rakhti
kahaan tak sambaal ke
haay meri naazuk umar
anjaani dagar
rakhne honge kadam dekh bhaal ke
ho o
rakhne honge kadam dekh bhaal ke

chain kyaa hai nahin jaanti hoon
aur reh reh ke dil thhaamti hoon
aaj kal dekhti hoon jo sheesha
aa aa
aaj kal dekhti hoon jo sheesha
khud ko mushqil se pehchaanti hoon
pehchaanti hoon
haay meri
haay meri uljhi nazar pardesi ke sang
dil ko rakhti
kahaan tak sambaal ke
haay meri naazuk umar
anjaani dagar
rakhne honge kadam dekh bhaal ke
ho o
rakhne honge kadam dekh bhaal ke

dil ye kehta hai chal us galli mein
aankh unse ladi jis galli mein
hosh laute to ghabra gayi main
ho o
hosh laute to ghabra gayi main
haay main aa gayi
kis gali mein
haay kis galli mein
haay meri
haay meri uljhi nazar pardesi ke sang
dil ko rakhti
kahaan tak sambaal ke
haay meri naazuk umar
anjaani dagar
rakhne honge kadam dekh bhaal ke
ho o
rakhne honge kadam dekh bhaal ke

koi batlaaye to pyaar kyaa hai
dil ka reh reh ke israar kyaa hai
ye to maana ye
dariya hai gehra
aa aa aa aa
ye to maana ye
dariya hai gehra
genre dariya ke uss paar kyaa hai
uss paar kyaa hai
haay meri
haay meri uljhi nazar pardesi ke sang
dil ko rakhen
kahaan tak sambaal ke
haay meri naazuk umar
anjaani dagar
rakhne honge kadam dekh bhaal ke
haay meri uljhi nazar pardesi ke sang
dil ko rakhen
kahaan tak sambaal ke
haay meri naazuk umar
anjaani dagar
rakhne honge kadam dekh bhaal ke
ho o
rakhne honge kadam dekh bhaal ke

Trivia

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *