Is Desh Ke Rehane Walo
Movie Title: Purnima
Year of the Movie Release: 1965
Music Director: Kalyanji Anandji
Lyrics by: Bharat Vyas
Co-singers: None
Mood of the Song: Sad song
Lyrics of the Song:
O is desh ke rahane walo
Nari ko devi kahne walo
Maa ke saputo bahno ke bhai
Jara sunte jana ye meri kahani
O is desh ke rahane walo
Nari ko devi kahne walo
Maa ke saputo bahno ke bhai
Jara sunte jana ye meri kahani
Jara sunte jana ye meri kahani
Bichaye jo kismat ne kate
Unhe bhi gale se lagaya
Magar haye re badnasibi
Tere man ko ye bhi na bhaya
Chali aisi andhi utha aisa tufa
Bikharin bani aaj mahlo ki rani
Jara sunte jana ye meri kahani
Bhatakti firu aaj dar dar
Hai roti bina pet khali
Uchale jamane ne sikke
Na roti kisi ne uchali
Har ek dil hai pyala
Har ek aankh bukhi
Hawas ne sabhi ka kiya khun pani
Jara sunte jana ye meri kahani
Ye dharti ka nanha sa munna
Hai rahbar tumhare watan ka
Ye mangega jab bhi kuch unse
To jhuk jayega sar gagan ka
Magar tumpe fir bhi asar kuch na hoga
Tumhare liye khel hai jindgani
Jara sunte jana ye meri kahani
O is desh ke rahane walo
Nari ko devi kahne walo
Maa ke saputo bahno ke bhai
Jara sunte jana ye meri kahani
Trivia: