Is Jahan Ki Nahin Hain
Movie Title: King Uncle
Year of the Movie Release: 1993
Music Director: Rajesh Roshan
Lyrics by: Indeevar
Co-singers: Nitin Mukesh Chand Mathur
Mood of the Song: Romantic Song
Lyrics of the Song:
Iss jahan kee nahee hain tumharee aankhe
Iss jahan kee nahee hain tumharee aankhe
Aasman se yeh kisne utaree aankhe
Aaye hain ham jahan me tumhare liye
Aaye hain ham jahan me tumhare liye
Hain tumhare liye he hamaree aankhe
Iss jahan kee nahee hain tumharee aankhe
Aasman se yeh kisne utaree aankhe
Do jahan de ke le lu toh sastee hain yeh
Do jahan de ke le lu toh sastee hain yeh
Do jahan se bhi pyari tumhari aankhe
Do jahan se bhi pyari tumhari aankhe
Aasman se yeh kisne utaree aankhe
Aaye hain ham jahan me tumhare liye
Hain tumhare liye he hamaree aankhe
Rehte ho aankho me tum he abb raat din
Rehte ho aankho me tum he abb raat din
Abb toh ghar hai tumhara hamari aankhen aankhe
Abb toh ghar hai tumhara hamari aankhen aankhe
Hain tumhare liye he hamaree aankhe
Iss jahan kee nahee hain tumharee aankhe
Aasman se yeh kisne utaree aankhe
Duniyawalo se rakhana bacha kar inhe
Duniyawalo se rakhana bacha kar inhe
Na churale koyee yeh tumharee aankhe
Na churale koyee yeh tumharee aankhe
Aasman se yeh kisne utaree aankhe
Aaye hain ham jahan me tumhare liye
Aaye hain ham jahan me tumhare liye
Hain tumhare liye he hamaree aankhe
Iss jahan kee nahee hain tumharee aankhe
Aasman se yeh kisne utaree aankhe
Hain tumhare liye he hamaree aankhe
Aasman se yeh kisne utaree aankhe
Hain tumhare liye he hamaree aankhe
Aasman se yeh kisne utaree aankhe
Hain tumhare liye he hamaree aankhe.
Trivia: