Jab jab unhe bulaya
Movie Title: Ishara
Year of the Movie Release: 1964
Music Director: Madan Mohan
Lyrics by: Rajinder Krishan
Co-singers: None
Mood of the Song: Masti Bhare Song
Lyrics of the Song:
Main teri nazar ka suroor hoon
Tujhe yaad ho ke na yaad ho
Tere pas rah ke bhi dur hoon
Tujhe yaad ho ke na yaad ho
Teri julf hai mera hath hai
Ke tu aaj bhi mere pas hai
Tere dil me mai bhi jurur hoon
Tujhe yaad ho ke na yaad ho
Jab jab tumhein bhulaya
Tum or yaad aaye
Jab jab tumhein bhulaya
Tum or yaad aaye
Tum or yaad aaye
Tum or yaad aaye
Jate nahi hai dil se
Ab tak tumhare saye
Jate nahi hai dil se
Ab tak tumhare saye
Jab jab tumhein bhulaya
Tumse bichhad ke humne
Dil ko bahot sambhala
Dil ko bahot sambhala
Tumse bichhad ke humne
Dil ko bahot sambhala
Tumse bichhad ke humne
Dil ko bahot sambhala
Dil ko bahot sambhala
Gulshan me ye na behla
Gulshan me ye na behla
Shahera me bhi sataye
Tum or yaad aaye
Jab jab tumhein bhulaya
Chhaye rahe nazar me
Teri zulf ke andhere
Chhaye rahe nazar me
Chhaye rahe nazar me
Teri zulf ke andhere
Teri zulf ke andhere
Chhaye rahe nazar me
Teri zulf ke andhere
Teri zulf ke andhere
Kahi aaftab chamake
Kahi aaftab chamake
Kahi chand jag mag gaye
Tum or yaad aaye
Jab jab tumhein bhulaya
Marne ki aarzu me
Hum ji rahe hai aise
Hum ji rahe hai aise
Marne ki aarzu me
Hum ji rahe hai aise
Marne ki aarzu me
Hum ji rahe hai aise
Hum ji rahe hai aise
Jaise ki lassh apni
Jaise ki lassh apni
Khud hi koi uthaye
Tum or yaad aaye
Jab jab tumhein bhulaya
Tum or yaad aaye
Jate nahi hai dil se
Ab tak tumhare saye
Jab jab tumhein bhulaya.
Trivia: