Na jane aaj kyon ghabra
Movie Title: Maang
Year of the Movie Release: 1950
Music Director: Ghulam Mohammad
Lyrics by: Prakash
Co-singers: Uma Devi (Tun Tun)
Mood of the Song: Playful Song
Lyrics of the Song:
Na jaane aaj kyu
Na jaane aaj kyu ghabra rahi ho
Nazar kuch bahki bahki aa rahi hai
Jo dil mein hai
Jo dil mein hai wahi batla rahi ho
Hume baato mein yu bahla rahi ho
Jo dil mein hai
Tuhmari baat aur ilzam hum par
Tumhari baat
Tuhmari baat aur ilzam hum par
Yeh kyu muzrim hume thehra rahi ho
Yeh kyu muzrim hume thehra rahi ho
Na jaane aaj kyu
Zara aankhe milao phir main janu
Zara aankhe milao phir main janu
Nazar kyu tum churaye ja rahi ho
Nazar kyu tum churaye ja rahi ho
Na jaane aaj kyu
Chupaye na bani jab baat akhir
Chupaye na bani jab baat akhir
To apne dil ko yu samjha rahi ho
To apne dil ko yu samjha rahi ho
Na jaane aaj kyu
Zara dekho to dil ke aayine mein
Zara dekho to dil ke aayine mein
Yeh main hu ya ke tum sarma rahi ho
Yeh main hu ya ke tum sarma rahi ho
Na jaane aaj kyu
Zara sine pe rakh kar hath.
Trivia: