Na koi umang hai na koi tarang hai

Movie Title:  Kati patang

Year of the Movie Release:  1970

Music Director:  R.D. Burman

Lyrics by:  Anand Bakshi

Co-singers:  None

Mood of the Song:  Sad Song

Lyrics of the Song

Naa koee umang hai, naa koee tarang hai

Meree jindagee hain kyaa, yek katee patang hai

Naa koee umang hai, naa koee tarang hai

Meree jindagee hain kyaa, yek katee patang hai

Naa koee umang hai

 

Aakaash se giree main yek baar kat ke ayese

Aakaash se giree main yek baar kat ke ayese

Duniyaa ne fir naa poochho

Duniyaa ne fir naa poochho, lootaa hain muz ko kaise

Naa kisee kaa saath hai, naa kisee kaa sang hai

Meree jindagee hain kyaa, yek katee patang hai

Naa koee umang hai, naa koee tarang hai

 

Lag ke gale se apane, baabool ke main naa royee

Lag ke gale se apane, baabool ke main naa royee

Dolee uthhee yoo jaise

Dolee uthhee yoo jaise, atrhee uthhee ho koee

Yahee dukh to aaj bhee mere ang sang hai

Meree jindagee hain kyaa, yek katee patang hai

 

Sapanon ke dewataa kyaa, tuz ko karu main arpan

Sapanon ke dewataa kyaa, tuz ko karu main arpan

Patazad kee main hoo chhaayaa

Patazad kee main hoo chhaayaa, main aasooon kaa darpan

Yahee meraa rup hai, yahee meraa rang hai

Meree jindagee hain kyaa, yek katee patang hai

Naa koee umang hai.

Trivia

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *