Na tumse hui na hamse hui
Movie Title: Raja rani
Year of the Movie Release: 1973
Music Director: R.D. Burman
Lyrics by: Anand Bakshi
Co-singers: None
Mood of the Song: Sad Song
Lyrics of the Song:
Hum dono ne dekha tha ek sapna
Kahi pe chhota saek ghar tha apna
Angan me utari thi chandani rate
Hum baithe karte the pyar ki bate
Wo bate wo raate bhuljaye hum
To hame yaad dilana ha bhul an jana
Na tumse hui na hamse hui
Na tumse na hui na hamse hui
Dono se mohabbat ho na saki
Dono se mohabbat ho na saki
Na tumse hui na hamse hui
Na tumse na hui na hamse hui
Tumse bhi ye sikwa ho na saka
Humse bhi sikayat ho na saki
Hamse bhi sikayat ho na saki
Na tha aisa irada kiya tha hamne wada
Magar takdir hai ye koi janjir hai ye
Ise ham tod dete jamana chhod dete
Magar jina pada hai jahar pina pada hai
Kasam tum tod aaye wafa hum chhod aaye
Chaloindaf kar de khataye maf kar de
Ho tumse bhi sarafat ho na saki
Tumse bhi sarafat ho na saki
Humse bhi sarafat ho na saki
Humse bhi sarafat ho na saki
Na tumse hui na hamse hui
Na tumse na hui na hamse hui
Dono se mohabbat ho na saki
Dono se mohabbat ho na saki
Falak jo kam dede jise jo nam dede
Badal dakta nahi wo sambhal sakta nahi wo
Hamara nam kya hai hamra kam kya hai
Wahi karna padega yuhi marna padega
Sarifo me hamara nahi hoga gujara
Luti ulfat hamari gayi izzat hamari
Tumse bhi hifazat ho na saki
Tumse bhi hifazat ho na saki
Humse bhi hifazat ho na saki
Humse bhi hifazat ho na saki
Na tumse hui na hamse hui
Na tumse hui na hamse hui
Dono se mohabbat ho na saki
Dono se mohabbat ho na saki.
Trivia: