Panghat pe na jaiyo
Movie Title: Raj mukut
Year of the Movie Release: 1950
Music Director: Pandit Gobindram
Lyrics by: ShShamshad Begum
Co-singers: None
Mood of the Song: Romantic Song
Lyrics of the Song:
panghat pe na jaiyo gori
ghunghat utar ke
ha ghunghat utar ke
panghat pe na jaiyo gori
ghunghat utar ke
ha ghunghat utar ke
chupa ke rakhna in naino ko
ghunghtwa ki ot
chupa ke rakhna in naino ko
ghunghtwa ki ot
kisi ke bhole bhale dil pe
lag jaye na chot
ho lag jaye na chot
ye ghadi hai chail chabili
ye ghadi hai chail chabili
hum pyase dildar ke
hum pyase dildar ke
panghat pe na jaiyo gori
ghunghat utar ke
ha ghunghat utar ke
panghat pe na jaiyo gori
ghunghat utar ke
ha ghunghat utar ke
uncha uncha panghat hai
ya nichi nichi gori
uncha uncha panghat hai
ya nichi nichi gori
kahi na ho jaye ho gori
tere man ki chori
ha tere man ki chori
sun o chaman ki gori
sun o chaman ki gori
din aaye bahar ke
din aaye bahar ke
panghat pe na jaiyo gori
ghunghat utar ke
ha ghunghat utar ke
panghat pe na jaiyo gori
ghunghat utar ke
ha ghunghat utar ke
ghunght me chandar mukh
rakho nahi chupaye
chand pe badal cha jaye to
jag andhiyara chaye
suno suno he ri dunia
dunia se kya darna
suno suno he ri dunia
dunia se kya darna
ghunght ke pat khol ke
tum panghat pe pani bharna
panghat pe pani bharna
sarmao nahi ghabrao nahi
chalo panghat pe tum
ghunght utar ke
ha ghunght utar ke
panghat pe na jaiyo gori
ghunghat utar ke
ha ghunghat utar ke
Trivia: