Solah Button
Movie Title: Darr
Year of the Movie Release: 1993
Music Director: Shiv-Hari
Lyrics by: Anand Bakhshi
Co-singers: Kavita Krishnamurthy, Pamela Chopra
Mood of the Song: Marriage Song
Lyrics of the Song:
(meree maa ne -2 laga diye solah button meree cholee me
mere babul, o mere babul too abb jaldee se baithade mujhe dolee me) – (2)
mere babul too abb jaldee se baithade mujhe dolee me
meree payal me satara ghungru, mai satara sal kee huyee
(yahee toh woh, o yahee toh woh umar
hai jis me key sohnee mahiwal kee huyee) – (2)
mere hatho -3 me atharah chudiya, mai chham chham nachadee phira
pichhe, picche meree laj nighodee, mai aage aage nachdee phira – (2)
jhutee daree peh much lagake, daga woh beiman reh gaya
aaya banke, o aaya banke galee kaa darzi, kamij kaa woh nap ley gaya – (2)
kaise de du hay, kaise de du de du
kaise de du mai dil tujhe sajana, yeh dil hai rumal toh nahee
kaise ley lu -2 mai tere kangna kahee yeh koyee chal toh nahee
koyee ladka pasand nahee aaya, key bas maine naa kardee
nam uska -2 magar jab aaya toh phat maine han kardee
oy shava shava shava
kaise jao sajana se milne mai kaise ikrar karlu
sab puchenge o (sab puchenge aayee kaha se bahana taiyar kar lu) – (2)
mere naino key tir kaman se, churake sare tir ley gaya
mai naha key talab se nikalee woh meree tasvir ley gaya
kuchh de key kya kuchh de key use too wapas woh teree tasvir mang ley
aisa naa ho (aisa naa ho key chourahe peh woh teree tasvir tang de) – (2)
mujhe sakhiyo -3 aise naa nachao kee yeh hai sasural meree
mere lehnge me -2 ghungru lagao, toh phir dekho chal meree -(2)
meree maa ne -2 laga diye solah button meree cholee me
mere babul, o mere babul too abb jaldee se baithade mujhe dolee me
mere babul too abb jaldee se baithade mujhe dolee me
Trivia: