Tera Phoolon Jaisa Rang
Movie Title: Kabhie Kabhie
Year of the Movie Release: 1976
Music Director: Khayyam
Lyrics by: Sahir Ludhianvi
Co-singers: Kishore Kumar
Mood of the Song: Playfull song
Lyrics of the Song:
Tera phoolon jaisa rang
Tere shishey jaisa ang
Padhi jaise hi nazar main to rahey gaya dhang
Aahtey jaatey karey tang tere acche nahin dhang
Main to karungi sagar kisi doosre ke sang
Ho mere hotey koi aur kare tere baar gaur
Ho mere hotey koi aur kare tere baar gaur
Yeh na hoga kisi taur chahey chaley chooriya
Yeh na hoga kisi taur chahey chaley chooriya
Sidhey sidhey haan karti hai yan chalna hai thane
Sidhey sidhey haan karti hai yan chalna hai thane
Thane jaatey jaatey mar gaye tujhse kahin diwane
Are thane jaatey jaatey mar gaye tujhse kahin diwane
Yunhi nakhre na kar teri choti ka pakad
Yunhi nakhre na kar teri choti ka pakad
Tujhey launga main ghar chahey chaley chooriya
Oo tujhey launga main ghar chahey chaley chooriya
Haye teri baaten hai ajab
Arey ohley hona hai jo ab
Tujhey meri hi kasam kahin dhana na ghazab
Ho tujhey chodenge na hum chahey rokhey hamme rabh
Tu hai itna hi tang toh main rang tere rang le main chali teri sang chahey chooriya
Le main chali sang chahey chooriya
Ooo ..ooo..
Dil aane ki baat hai jab koi lag jaye pyara
Dil par kiska jor hai dil ke aage har koi haara
Haaye o mere yaara
Dil aane ki baat hai jab koi lag jaye pyara
Dil par kiska jor hai dil ke aage har koi haara
Haaye o mere yaara
Dil milne se tera mera mel hai
Dil milna muqadaaron ka khel hai
Hoo dil milne ka melaa ye jahaan hai
Dil milne se duniya jawan hai
Hoo teri sak walaa
Koi maane yah na maane peh kaman hai
Dil aane ki baat hai jab koi lag jaye pyaara
Dil par kiska jor hai dil ke aage har koi haara
Haye o mere yaara
Mohabbat har dil kaa, aahaa
Mohabbat har dil kaa armaan
Mohabbat har dhadkan, aahaa
Mohabbat har dhadkan ki jaan
Kisi se kar le tu , aa
Kisi se kar le tu pahechaan
Kisi ko de de dil, uuhun
Kisi ko de de dil aur jaan
Kisi ko rakh dil mein, kese?
Kisi ko rakh dil mein mahemaan
Kisi ke reh dil mein, acchaa
Kisi ke reh dil mein mahemaan hooo
Jawaani aati hai haay
Jawaani aati hai ek baar
Ye mosham raheta hai haay haay
Ye mosham raheta hai din chaar
Na khona is root ko, kyoon?
Na khona is root ko bekaar
Nahi nit khiltaa ye, kyaa?
Nahi nit khiltaa ye guljaar
Kisi se kar lena, kyaa?
Kisi se kar lena ikaraar
Kisi se le lena, kyaa?
Kisi se le lena ikaraar hooo
Kisi ke khaatir ho badnaam
Yahi hai dilwaalo ka kaam
Jamaana chahe de iljaam
Samaj har tohamat ko inaam
Kisi se le dil ka aahaa
Kisi se le dil ka paygaam
Kisi ko de dil ka aahaa
Kisi ko de dil ka paygaam hooo
Brrrrrrrrrrrrr..hoy.
Trivia: