Teri yaad na dil se ja sake
Movie Title: Chand aur suraj
Year of the Movie Release: 1965
Music Director: Salil Chaudary
Lyrics by: Shailendra
Co-singers: None
Mood of the Song: Sad song
Lyrics of the Song:
teri yad na dil se ja saki
teri yad na dil se ja saki
aati thi nind kabhi kabhi
aaj to wo bhi na aa saki
teri yad na dil se ja saki
teri yad na dil se ja saki
taro ke saye me kitne sapne
dekhe the milke hamne tumne
taro ke saye me kitne sapne
dekhe the milke hamne tumne
ruth gaye tum sapne bhi ruthe
tumko bhi mai na mana saki
teri yad na dil se ja saki
aati thi nind kabhi kabhi
aaj to wo bhi na aa saki
teri yad na dil se ja saki
teri yad na dil se ja saki
rate wo rate na din wo din na
manjil hai mushkil rahe kathin hai
rate wo rate na din wo din na
manjil hai mushkil rahe kathin hai
nis din roke bhi mai apne man ki
aag na haye bujha saki
teri yad na dil se ja saki
aati thi nind kabhi kabhi
aaj to wo bhi na aa saki
teri yad na dil se saki
teri yad na dil se ja saki
Trivia: