Ye Mausam Ka Jaadu
Movie Title: Hum Aapke Hain Kaun...!
Year of the Movie Release: 1994
Music Director: Raamlaxman
Lyrics by: Asad Bhopali
Co-singers: S. P. Balasubrahmanyam
Mood of the Song: Romantic Song
Lyrics of the Song:
Ten…Nine…Eight…Seven…
Six…Five…Four…Three…
Two…One…Lets Start the Fun…
Thandi Thandi Purvaiya Mein
Udti Hai Chunariya…Hey
Dhadke Mora Jiya Rama
Bali Hai Umariya..!
Dil Pe…Nahin Kaabu…
Kaisa…Yeh Jaadu…
Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa
Na Ab Dil Pe Kaabu Hai Mitwa
Naina Jisme Kho Gaye
Deewane Se Ho Gaye
Nazara Woh Harsu Hai Mitwa
Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa…
Shehri Babu Ke Sang
Mem Gori Gori…Hey
Aise Lage Jaise
Chanda Ki Chakori…
Phoolon – Kaliyon Ki Bahaaren
Chanchal Yeh Hawaon Ki Pukaaren
Humko Yeh Ishaaron Mein Kahen Hum
Thamke Yahan Ghadiyan Guzaaren
Pehle Kabhi To Na Humse
Batiyate The Aise Phulwa
Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa..!
Sachchi Sachchi Bolna
Bhed Na Chupaana…Hey
Kaun Dagar Se Aaye
Kaun Disha Hai Jaana…
Inko Hum Le Ke Chale Hain
Apne Sang Apni Nagariya
Hai Re Sang Anjaane Ka
Us Par Anjaan Dagariya
Phir Kaise Tum Door Itne
Sang Aa Gayee Mere Goriya
Yeh Mausam Ka Jaadu Hai Mitwa..!
Trivia: