Yeh zulf kaisi hai
Movie Title: Piya ka ghar
Year of the Movie Release: 1972
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyrics by: Anand Bakshi
Co-singers: Mohammad Rafi
Mood of the Song: Romantic Song
Lyrics of the Song:
Ye julf kaisee hain janjeer jaisee hain
Ye julf kaisee hain janjeer jaisee hain
Wo kaisee hogee jis kee tasaweer ayesee hain
Ye aankh kaisee hai haay teer jaisee hain

Wo kaisaa hogaa jis kee tasaweer ayesee hain

Tum to muze pasand ho kyaa main tumhe pasand hoon
Kyaa tum rajaamand ho main to rajaamand hoon
Main tum se kyaa boloo takadeer kaisee hain
Main tum se kyaa boloo takadeer kaisee hain
Wo kaisaa hogaa jis kee tasaweer ayesee hain
Ye julf kaisee hain janjeer jaisee hain
Wo kaisee hogee jis kee tasaweer ayesee hain
Ghoonghat nikaal ke piyaa baithoongee main to aaj se
Dekho naa is tarah muze mar jaoongee main laaj se
Suno idhar dekho
Ye khwaab kaisaa hain taabir kaisee hain
Ye khwaab kaisaa hain taabir kaisee hain
Wo kaisee hogee jis kee tasaweer ayesee hain
Ye aankh kaisee hai haay teer jaisee hain
Wo kaisaa hogaa jis kee tasaweer ayesee hain
Wo kaisee hogee jis kee tasaweer ayesee hain.
Trivia: